40+Bewafa Poetry In urdu
Bewafa Poetry in Urdu is a powerful expression of heartache and betrayal. It beautifully captures the pain of unrequited love and the emotional devastation that comes with betrayal. Through its poignant verses, bewafa poetry resonates with anyone who has experienced the sting of broken trust. The use of vivid imagery and heartfelt metaphors makes these poems timeless, allowing readers to connect with the raw emotions of love lost. Whether through the sorrow of a lover’s departure or the frustration of being deceived, bewafa poetry remains a reflection of love’s complexities and the painful side of relationships.
bewafa poetry
غلطی تیری نہیں کہ تو نے مجھے دھوکہ دیا
غلطی میری تھی جو میں نے تجھے موقع دیا
<<—–<<>>—–>>
Ghalti teri nahi ke tu ne mujhe dhoka diya
Ghalti meri thi jo main ne tujhe mauqa diya
bewafa dost poetry
جوان معصوم آنکھوں نے دیے تھے
وہ دھوکے آج تک میں کھا رہا ہوں
<<—–<<>>—–>>
Jawaan masoom aankhon ne diye the
Woh dhokay aaj tak main khaa raha hoon
bewafa poetry in urdu
محبت کر کے دیکھی ہے، محبت صاف دھوکہ ہے
یہ سب کہنے کی باتیں ہیں، پھر کون کس کا ہوتا ہے
<<—–<<>>—–>>
Mohabbat kar ke dekhi hai, mohabbat saaf dhoka hai
Yeh sab kehne ki baatein hain, phir kaun kis ka hota hai
bewafa poetry in urdu text
وہ شخص بڑا معصوم تھا محبت سے پہلے
پتہ نہیں کیوں دل میں بستے ہی دھوکے باز ہو گیا
<<—–<<>>—–>>
Woh shakhs bara masoom tha mohabbat se pehle
Pata nahi kyun dil mein baste hi dhokay baaz ho gaya
bewafa poetry in urdu 2 lines
دھوکہ کھا کر ہم نے جان لیا
ہر اس شخص کو بڑے اچھے سے پہچان لیا
<<—–<<>>—–>>
Dhoka kha kar hum ne jaan liya
Har us shakhs ko baday achhay se pehchaan liya
2 line bewafa dost poetry
کس نے وفا کے نام پہ دھوکا دیا مجھے
کس سے کہوں کے میرا گناہ گار کون ہے
<<—–<<>>—–>>
Kis ne wafa ke naam pe dhoka diya mujhe
Kis se kahoon ke mera gunahgaar kaun hai
heart touching bewafa poetry
وہ زہر دیتا تو سب کی نگاہ میں آ جاتا
سوہ یہ کیا کہ مجھے وقت پہ دعائیں نہ دیں
<<—–<<>>—–>>
Woh zeher deta to sab ki nigah mein aa jata
So yeh kya ke mujhe waqt pe duaein na dein
bewafa sad poetry
تو بھی سادہ ہے کبھی چال بدلتا ہی نہیں
ہم بھی سادہ ہیں اسی چال میں آ جاتے ہیں
<<—–<<>>—–>>
Tu bhi saadah hai kabhi chaal badalta hi nahi
Hum bhi saadah hain usi chaal mein aa jaate hain
sad bewafa poetry in urdu text
تو بھی سادہ ہے کبھی چال بدلتا ہی نہیں
ہم بھی سادہ ہیں اسی چال میں آ جاتے ہیں
<<—–<<>>—–>>
Tu bhi saadah hai kabhi chaal badalta hi nahi
Hum bhi saadah hain usi chaal mein aa jaate hain
bewafa quotes in urdu
کم سے کم موت سے ایسی مجھے امید نہیں
زندگی تو نے تو دھوکا ہی دیا ہے دھوکا
<<—–<<>>—–>>
Kam se kam maut se aisi mujhe umeed nahin
Zindagi tu ne to dhoka hi diya hai dhoka
bewafa dost poetry in urdu
زخم لگا کر اس کا بھی کچھ ہاتھ کھلا
میں بھی دھوکا کھا کر کچھ چالاک ہوا
<<—–<<>>—–>>
Zakhm laga kar us ka bhi kuch haath khula
Main bhi dhoka kha kar kuch chaalaak hua
bewafa shayari urdu
وہ زہر دیتا تو سب کی نگہ میں آ جاتا
سو یہ کیا کہ مجھے وقت پہ دوائیں نہ دیں
<<—–<<>>—–>>
Woh zeher deta to sab ki nigah mein aa jata
So yeh kya ke mujhe waqt pe duaein na dein
bewafa emotional sad poetry
تیرے وعدوں پہ کہاں تک مرا دل فریب کھائے
کوئی ایسا کر بہانہ مری آس ٹوٹ جائے
<<—–<<>>—–>>
Tere waadon pe kahan tak mera dil fareb khaye
Koi aisa kar bahaana meri aas toot jaye
be wafa poetry in urdu
تو بھی سادہ ہے کبھی چال بدلتا ہی نہیں
ہم بھی سادہ ہیں اسی چال میں آ جاتے ہیں
<<—–<<>>—–>>
Tu bhi saadah hai kabhi chaal badalta hi nahin
Hum bhi saadah hain usi chaal mein aa jaate hain
bewafa dost poetry in urdu text
جو ان معصوم آنکھوں نے دیے تھے
وہ دھوکے آج تک میں کھا رہا ہوں
<<—–<<>>—–>>
Jo un masoom aankhon ne diye the
Woh dhokay aaj tak main kha raha hoon
bewafa friend poetry in urdu
مدت ہوئی اک شخص نے دل توڑ دیا تھا
اس واسطے اپنوں سے محبت نہیں کرتے
<<—–<<>>—–>>
Muddat hui ek shakhs ne dil tod diya tha
Us waaste apnon se mohabbat nahin karte
bewafa sad poetry in urdu
آدمی جان کے کھاتا ہے محبت میں فریب
خود فریبی ہی محبت کا صلہ ہو جیسے
<<—–<<>>—–>>
Aadmi jaan ke khata hai mohabbat mein fareb
Khud fareebi hi mohabbat ka sila ho jaise
broken heart touching bewafa poetry
عاشقی میں بہت ضروری ہے
بے وفائی کبھی کبھی کرن
<<—–<<>>—–>>
Aashiqui mein bohat zaroori hai
Bewafai kabhi kabhi karan
poetry for bewafa
زخم لگا کر اس کا بھی کچھ ہاتھ کھلا
میں بھی دھوکا کھا کر کچھ چالاک ہوا
<<—–<<>>—–>>
Zakhm laga kar us ka bhi kuch haath khula
Main bhi dhoka kha kar kuch chaalaak hua
bewafa poetry in urdu 4 lines
آدمی جان کے کھاتا ہے محبت میں فریب
خود فریبی ہی محبت کا صلہ ہو جیسے
<<—–<<>>—–>>
Aadmi jaan ke khata hai mohabbat mein fareb
Khud fareebi hi mohabbat ka sila ho jaise
very sad shayari heart touching bewafa poetry
فاصلہ نظروں کا دھوکہ بھی تو ہو سکتا ہے
وہ ملے یا نہ ملے ہاتھ بڑھا کر دیکھو
<<—–<<>>—–>>
Faasla nazron ka dhoka bhi to ho sakta hai
Woh mile ya na mile haath badha kar dekho
poetry bewafa
عقل کہتی ہے دوبارہ آزمانا جہل ہے
دل یہ کہتا ہے فریب دوست کھاتے جائیے
<<—–<<>>—–>>
Aqal kehti hai dobara aazmana jahl hai
Dil yeh kehta hai fareb dost khaate jaiye
bewafa log poetry
اک برس بھی ابھی نہیں گزرا
کتنی جلدی بدل گئے چہرے
<<—–<<>>—–>>
Ek baras bhi abhi nahin guzra
Kitni jaldi badal gaye chehray
bewafa poetry text
احباب کو دے رہا ہوں دھوکا
چہرے پہ خوشی سجا رہا ہوں
<<—–<<>>—–>>
Ahbaab ko de raha hoon dhoka
Chehray pe khushi saja raha hoon
bewafa friend poetry
دھوکا تھا نگاہوں کا مگر خوب تھا دھوکا
مجھ کو تری نظروں میں محبت نظر آئی
<<—–<<>>—–>>
Dhoka tha nigahon ka magar khoob tha dhoka
Mujh ko teri nazron mein mohabbat nazar aayi
bewafai poetry
باغباں نے آگ دی جب آشیانے کو مرے
جن پہ تکیہ تھا وہی پتّے ہوا دینے لگے
<<—–<<>>—–>>
Baghban ne aag di jab aashiyaane ko mere
Jin pe takiya tha wahi patte hawa dene lage
bewafa poetry copy paste
سمجھا لیا فریب سے مجھ کو تو آپ نے
دل سے تو پوچھ لیجیے کیوں بے قرار ہے
<<—–<<>>—–>>
Samjha liya fareb se mujh ko to aap ne
Dil se to poochhiye kyun beqarar hai
bewafai ki shayari
میرے بعد وفا کا دھوکہ اور کسی سے مت کرنا
گالی دے گی دنیا تجھ کو سر میرا جھک جائے گا
<<—–<<>>—–>>
Mere baad wafa ka dhoka aur kisi se mat karna
Gali de gi duniya tujh ko, sar mera jhuk jaaye ga
bewafa emotional sad poetry in urdu
وفاؤں کے بدلے جفا کر رہے ہیں
میں کیا کر رہا ہوں وہ کیا کر رہے ہیں
<<—–<<>>—–>>
Wafaon ke badle jafa kar rahe hain
Main kya kar raha hoon, woh kya kar rahe hain
bewafa dost shayari urdu
یار میں اتنا بھوکا ہوں
دھوکا بھی کھا لیتا ہوں
<<—–<<>>—–>>
Yaar main itna bhooka hoon
Dhoka bhi kha leta hoon
bewafa poetry urdu
اک برس بھی ابھی نہیں گزرا
کتنی جلدی بدل گئے چہرے
<<—–<<>>—–>>
Ek baras bhi abhi nahin guzra
Kitni jaldi badal gaye chehray
bewafa shayari
اک سفر میں کوئی دو بار نہیں لوٹ سکتا
اب دوبارہ تری چاہت نہیں کی جا سکتی
<<—–<<>>—–>>
Ek safar mein koi do baar nahin laut sakta
Ab dobara teri chahat nahin ki ja sakti
relationship bewafa quotes in urdu
اے مجھ کو فریب دینے والے
میں تجھ پہ یقین کر چکا ہوں
<<—–<<>>—–>>
Ae mujh ko fareb dene wale
Main tujh pe yaqeen kar chuka hoon
bewafa shayari in urdu
ہر چند اعتبار میں دھوکے بھی ہیں مگر
یہ تو نہیں کسی پہ بھروسا کیا نہ جائے
<<—–<<>>—–>>
Har chand aitbaar mein dhokay bhi hain magar
Yeh to nahin kisi pe bharosa kiya na jaaye
bewafa dukhi shayari
کس نے وفا کے نام پہ دھوکا دیا مجھے
کس سے کہوں کہ میرا گنہ گار کون ہے
<<—–<<>>—–>>
Kis ne wafa ke naam pe dhoka diya mujhe
Kis se kahoon ke mera gunahgaar kaun hai
bewafa poetry in urdu 2 lines sms
دکھائی دیتا ہے جو کچھ کہیں وہ خواب نہ ہو
جو سن رہی ہوں وہ دھوکا نہ ہو ساعت کا
<<—–<<>>—–>>
Dikhaai deta hai jo kuch kahin woh khwaab na ho
Jo sun rahi hoon woh dhoka na ho saa’at ka
dard bewafa poetry
گن رہا ہوں حرف ان کے عہد کے
مجھ کو دھوکا دے رہی ہے یاد کیا
<<—–<<>>—–>>
Gin raha hoon harf un ke ehad ke
Mujh ko dhoka de rahi hai yaad kya
bewafa dost poetry sms
ہاتھ چھڑا کر جانے والے
میں تجھ کو اپنا سمجھا تھا
<<—–<<>>—–>>
Haath chhura kar jaane wale
Main tujh ko apna samjha tha
poetry in urdu bewafa
ایسے ملا ہے، ہم سے شناسا کبھی نہ تھا
وہ یوں بدل ہی جائے گا سوچا کبھی نہ تھا
<<—–<<>>—–>>
Aise mila hai, hum se shanasa kabhi na tha
Woh yun badal hi jaayega socha kabhi na tha
poetry for bewafa dost
کچھ آنسو بے آواز بہہ جاتے ہیں
کچھ زخم وقت سے بھی نہ بھر جاتے ہیں
<<—–<<>>—–>>
Kuch aansu be awaaz beh jatay hain
Kuch zakham waqt se bhi na bhar jatay hain
bewafa sad shayari urdu
جوان معصوم آنکھوں نے دیے تھے
وہ دھوکے آج تک میں کھا رہا ہوں
<<—–<<>>—–>>
Jawaan masoom aankhon ne diye the
Woh dhokay aaj tak main khaa raha hoon
dard bhari bewafa shayari in urdu
بچھڑنے کا منظر بھلایا نہیں جاتا
دل کو سمجھا کر منایا نہیں جاتا
<<—–<<>>—–>>
Bichhadnay ka manzar bhulaya nahi jata
Dil ko samjha kar manaya nahi jata
Final Words
In conclusion, bewafa poetry serves as a profound medium to express the anguish, sorrow, and complexities of love and betrayal. It beautifully encapsulates the emotional turmoil of those who have faced heartbreak and deceit. Through its evocative words and vivid imagery, it not only gives voice to pain but also allows individuals to connect with their own emotions and experiences. As a timeless genre, bewafa poetry continues to resonate deeply, offering solace to those who find themselves in the shadows of lost love. Its raw emotion and lyrical beauty ensure that its legacy endures across generations.